Search

Tuesday, January 22, 2019

Top 100 Waqt Shayari in Hindi 2022 {100% Unique & New}



Waqt Shayari in Hindi 2022: Everything you need right now if you were searching Waqt Shayari 2022. All of them are in the Hindi language. Don't forget to share the content with friends.

Waqt Shayari in Hindi 2022

Waqt Shayari in Hindi 2022


1. कुछ नाकामयाब रिश्तों में पैसे नहीं.. बहुत सारी उम्मीदें और वक्त खर्च हो जाते हैं.


2. आँखोँ के परदे भी नम हो गए बातोँ के सिलसिले भी कम हो गए. . . पता नही गलती किसकी है वक्त बुरा है या बुरे हम हो गए.


3. लगता था ज़िन्दगी को बदलने में वक़्त लगेगा. . . पर क्या पता था बदलता हुआ वक़्त ज़िन्दगी बदल देगा.


4. Suna Hai Log Pyar Mai Jaan De Dete Hain Magar Jo Waqt Nahi Deta Wo Jaan Kahan Se Denge.


5. “मेरी ना रात कटती है… और ना ज़िन्दगी…, वो शख्स मेरे वक़्त को इतना धीमा कर गया…।


6. vaqt rahtā nahīñ kahīñ Tik kar aadat is kī bhī aadmī sī hai


7. vaqt jab karvaTeñ badaltā hai fitna-e-hashr saath chaltā hai.


8. sadā aish daurāñ dikhātā nahīñ gayā vaqt phir haath aatā nahīñ sab āsān huā jaatā haimushkil vaqt to ab aayā hai.


9. Log Kehte Hain Ki Waqt Kisi Ka Gulam Nahi Hota, Fir Kyun Tham Sa Jata Hai Gamo Ke Daur Mein.


10. Zindgi Ne Mere Dard Ka Kya Khoob Ilaaj Sujhaya, Waqt Ko Dawaa Bataya Khwahishon Se Parhej Bataya.


11. Haath Chhute Bhi Toh Rishte Nahi Chhuta Karte, Waqt Ki Shaakh Se Lamhe Nahi Tuta Karte.


12. Yaadein Karbat Badal Rahi Hain Aur Main Tanha Tanha Hoon, Waqt Bhi Jis Se Rooth Gaya Hai Main Woh Bebas Lamha Hoon.


13. Kuchh Is Tarah Se Sauda Kiya Mujhse Mere Waqt Ne Tazurbe Dekar Wo Mujh Se Meri Nadaniyan Le Gaya.


14. ” Waqt ” or ” Samajh ” dono ek sath, Khush kismat logo ko hi milte hain Q ki aksar waqt pe samaj nahi hoti,Aur samajh aane tak waqt nahi rahta


16. Tum Daga Karo Tab Bhi Gaddar Nahi, Hum Wafa Karein To Bhi Gunahgar Hain, Khata Teri Nahi O Sanam Mere, Yeh To Waqt Waqt Ki Maar Hai….Na To Tum Bure Sanam Na Hi Hum Bure Hain, Kuchh Kismat Buri Hai Kuchh Waqt Bura Hai.


17पैसा कमाने के लिए इतना वक़्त खर्च ना करो की
पैसा खर्च करने के लिए ज़िन्दगी में वक़्त ही न मिले


18. बख्शे हम भी न गए बख्शे तुम भी न जाओगे
वक्त जानता है हर चेहरे को बेनकाब करना.


19. जब दिल पे छा रही हों घटाएँ मलाल की,
उस वक़्त अपने दिल की तरफ़ मुस्कुरा के देख


20. जिन किताबों पे सलीक़े से जमी वक़्त की गर्द
उन किताबों ही में यादों के ख़ज़ाने निकले

Related Tags: Top 100 Waqt Shayari in Hindi 2022 


Related Post